Dosto Aaj mai aap ko batane wala hu ki blog website kaise
banaye dosto Kya App Ek Free Website Bnana Chahta Hai. Jab Kabhi App Internet
Par Kuch Acchi Sites Ya Blog Ko Dekhte hai to Apke Man me ye sabal jarur aata hoga ki kash aisa mai bhi
kar sakta. Dosto Agar App Me accha likhne Ki Shakti hai Jo Logo ko Pasand Aaye
to App Internet Ki Duniya Me Apne Talent Ke Adhar App Apni Pehchan Bna Sakte
Hai.
To App Ek Sahi Blog Par Aaye Hai. Ye Blog Apko Ek Blog Bnane
Ki Sabhi Tips Dega.
Agar App Free Me Internet Par Website Bnana Chahte Ho To Wo
Bhi Free Bna Sakte Hai
Talent Se App Blog Ke Dwara Online make maney Bhi Kar Sakte Hai. Blog Ke Acche Response
Milne Par App Google Adsense Ke Ads Laga Kar Online Earning Kar Sakte Hai.
Me Yaha Par Website Banane Ke Bare Me Bataunga Jisse App
Apna Target Paa Sakte hai. Jyadatar Log
Online Earning ke liye Blog Create Karte hai.
Jo Kuch Bhi Ho App Blog Ya Website Free Me bana Sakte hai:
Phele Ye Clear Kar Du ki Website Or Blog Dono ek hi hote hai
dosto aap kisi ke kahane par mat jaiye ki blog dusara hai aur website dusara
dost phark sirf itna hai ki koi accha desing kar deta hai aur koi nahi .
Dosto Me Apko Bata Du ki Internet Par Blog Banane Ke Liye 2 Acche
Platform Hai. Ek hai Blogger Aur Dusra Wordpress Agar aap new hai to mai
request karunga ki aap blog par hi website banaye kyo ki dost wrodspress par
blog banane ke liye aapko paise khrch karana padega agar aap dekhe to aapko
domin name – 199 par years hosting 450 par month dost mai kahunga ki aap pahale
blog par website bana kar jankari hone ke baad wrodpress parwabsite banaye . to
jyada time na lete huye aaiye jante hai blog par website kaise banate hai .
Blog par website banaye
ke liye email id hona jaruri hai agar aap ke pass hai to aap aage ki proses ko
dhyan se pade sabse pahale Blogger.com par jaye aur
apne gmail se log in kare jaise ki niche ke image me dikh raha hai .
- sabse pahale aapko email id aur Apna password enter kare sign in par click kar
aab aapke samne ek new windo open hoga isme
aapko new blog par click karma hai.
Uske baad aapke samne ek form open
hoga jime title me blog ka naam aur dusare me aapko apne blog ka address { blogkanaam.blogspot.com}
select karma hai aur niche theme chunana hai uske baad aapko creat blog par
click kar dena hai .aab aap ka blog ban gya hai aap use kar sakte hai agar aap
apne blog address ko
Free Website Par Post Karne Ke Liye apko New
Post Par Click Karke us Par Apne Post Daal Sakte hai Aur Us Post Me Jo app
Likhoge usse Content Kahenge
Content Post Karne Ke Bad Apko SEO Work Karna Hota hai. Jisme Apko Apni Blog ko Search Engine( Google, Yahoo, Bind Etc.) Me Add Karwana Hota hai. Jisse Apke Blog Par Log Aa Sake Aur Information Ya Business Me Apko Help Mil Sakegi.
Content Post Karne Ke Bad Apko SEO Work Karna Hota hai. Jisme Apko Apni Blog ko Search Engine( Google, Yahoo, Bind Etc.) Me Add Karwana Hota hai. Jisse Apke Blog Par Log Aa Sake Aur Information Ya Business Me Apko Help Mil Sakegi.
Thank you :
Post A Comment:
0 comments:
यहाँ उपर लिखी पोस्ट के संबंधित पोस्ट करे , कमेंट जिनमे गलत भषा का प्रयोग किया गया वो डिलीट कर दिया जायेगा थैंक यू