Hell Friends Agar Aap Bhi Meri Tarah Ek Blogger
use kar rahe Hai Aur Aap Blogger Pe Free me Blogging Kar Rahe Hai To Aap Ka Blog Puri Tarah
Website Ki Tarah Nahi Dikhenga.Agar Aap Blog Me Powered By Blogger
Hatayenge To Aapka
blog puri tarah Se website Ki
tarah Dikhenga.Aaj Me Aapko Bataunga Ki Aapke blog me Se Powered By Blogger ko Kaise Hataye Iski puri Jankari dene
Vala hu
Powered by blogger ko hatane Se Fayde
ye Hai Ki Aapka Blog Puri Tarah Se website Ki
Tarah Dikhenga.Isse Aapko Work Karne Bhi Maja Aayenga.To Chalo Ise ham Step by
Step Smajte Hai.
Powered By Blogger Ko Kaise Hataye ?
1.Sabse Pahle Aap Blogger Dashabord Me Jaye.
2.Fir Aap Template me Jake Customise Par Click Kariye.
2.Fir Aap Template me Jake Customise Par Click Kariye.
3.Ab Aap Advance Pe
click Kariye to niche Image me dikhaya Hai vais
4.Ab CSS box me @#Attribution1{display;none;} code copy karke paste karde Aur fir Aap Apply For Blog Pe click Kariye.
Ab Aap Apne Blog Me Jake Dekh Lijiye Aapke Blog Me Se Powered By Blogger Nikal Gaya Hoga Aur Ab Aapka Blog Website Ki Tarah Dikhai Dene Lagenga.
I hope Ki Aapko Ye Post Acchi Lagi Hogi Aur Aap ise Apne friends Aur social media Pe Bhi Share Karenge.Agar Aapko Koi Problem Hai To Aap Niche Comment Me Likhe.ya phir mujhe call kar sakate ho mo. 7080931396

Post A Comment:
0 comments:
यहाँ उपर लिखी पोस्ट के संबंधित पोस्ट करे , कमेंट जिनमे गलत भषा का प्रयोग किया गया वो डिलीट कर दिया जायेगा थैंक यू